aap andar se kuch,
aur baahar se kuch aur nazar aate hain,
bakhuda shakal se to chor nazar aate hain,
umr guzari hai saari chori mein,
saray sukh chain band jurm ki tijoori mein,
aap kaa to lagata hai bas yahi sapana,
raam naam jhapna paraya maal apana,
aap kaa to lagata hai bas yahi sapana,
raam naam jhapna paraya maal apana,
vatan kaa khaya namak to, namak halaal bano,
farz iman ki zinda yahan misaal bano.
paraya dhan, parai naar pe nazar mat daalo,
buri aadat hai ye, aadat abhii badal daalo
kyon kay!
ye aadat to,
woh aag hai jo,
ik din apana ghar phunke phunke phunke re...
From Hex Editors to Roblox: A Game Dev Dad’s Journey
7 months ago
No comments:
Post a Comment