_________________________________________
chalay..
chalay thay saath saath
rukay..
rukay thay saath saath
kitna haseen tha apnsa safar
saaray jahan ki khushian theen saath
bichar gayay hum dukh ki hay baat
mairi zindagi
mairay saath nahin
chalay..
chalay thay saath saath
rukay..
rukay thay saath saath
kaisay na karta usko main pyar
uski hansee main sukh thay hazaar
bichar gayay hum dukh ki hay baat
mairi zindagi
mairay saath nahin
kia socha hua kia
duur ho kay mila kia
main nay uss kay dil ko tora kia?
ya phir uss nay mujh ko chora kia?
bandhan tha yeh tora kia?
baat mairi sunn lay who
kaash daikhay mujhay who
sochon main yon khoya hon main
jaga hon ya soya hon main?
jaanay kitna roya hon main!
chalay..
chalay thay saath saath
rukay..
rukay thay saath saath
chalay..
_________________________________________

1 comment:
We have a new song. Atleast that's something. Haina?
Post a Comment